Jalwa e Janaa,
Jalwa e Janaa Jalwa e Janaa,
Jalwa e Janaa.
Maula Yaa Salli Wa Sallim Daiman Abadan Ala Habi bika Khairi Khalqi Kulli’ini.
Maula Yaa Salli Wa Sallim Daiman Abadan Ala Habi bika Khairi Khalqi Kulli’ini.
Na Koi Aap Sa Ho Ga Na Koi Aap Jesa Tha Koi Yusaf Say Poochay Mustafa Ka Husn Kesa Tha Zameen o Aasmaan Main Koi Bhi Misaal Na Mili.
Maula Yaa Salli Wa Sallim Daiman Abadan Ala Habi bika Khairi Khalqi Kulli’ini.
Daleel e Zindagi Wo Hain Kamaal e Bandagi Wo Hain,
Koi Bhi Daur Ho Us Main Meraj e Aadmi Wo Hain,
Wohi Toh Deen o Duniya Hai Jo Baatain Aap Nay Kahin.
Jalwa e Janaa,
Jalwa e Janaa Jalwa e Janaa,
Jalwa e Janaa.
Maula Yaa Salli Wa Sallim Daiman Abadan Ala Habi bika Khairi Khalqi Kulli’ini.
Rasulullah Habibullah Imam Al Mursaleen Rasulullah Habibullah Imam Al Mursaleen.
Koi Bhi Baat Ho Har Hukm Unka Mutabar Aisa Kay Un Ka Haan Nahin Kehna Bhi Hai Quran Kay Jesa Hadith e Paak Kehlaain Jo Baatein Aap Nay Kahin.
Maula Yaa Salli Wa Sallim Daiman Abadan Ala Habi bika Khairi Khalqi Kulli’ini.
Durood Un Par Salam Un Par Yehi Kehna khuda Ka hai Khuda Kay Baad Jo Hai Martaba Salle Ala Ka Hai Wohi Sardaar e Alam Hain Wohi Gham Khwaar e Ummat Hian Wohi Toh Hashar Kay Maidan Main Sab Ki Shifa’at Hain Shifa’at Kay liye Sab Ki Nazar Un Par Lagi Ho Ge.
Maula Yaa Salli Wa Sallim Daiman Abadan Ala Habi bika Khairi Khalqi Kulli’ini.
Maula Yaa Salli Wa Sallim Daiman Abadan
Bu eser Maula Yaa Salli Wa Sallim ismiyle
İlahi kategorisine eklenmiştir.