qismat mein meri chain say jeena likh day dobay na kabhi mera safina likh day jannat bhi gawara hai magar mere liyeh ay Qatib-e-tadqeer madina likh day taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam hum ghareebon k din bhi sanwar jain gay taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam… taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam… (tones down) chashm-e-rehmat bakusha soo-e-manandaaz nazar ay qureshi laqabi hashmi o muttalabi taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam ho karam taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam taajdaar-e-haram ho aaaa ya rasool allah ba-elwale kharab e mabqi??? roo bakha pukhta dam azsharm e isya bar zameen muzna becho mun na bashad dar tamami ummatad rehm kun ber halima ya rehmat allil alameen taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam kya tum se kahoon ey arab ke kuwar,
tum janat ho mun ki batiya dar khurka to,
ay ummi laqab kate na katak hai ub rakhiya tori preet mein sud bud sub bisri,
kab tak yeh rahay gi bekhabari kahay maskan tundeeda??? nazar kabhi sun bhi to lo hamri batiya taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam ho karam taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam taajdaar-e-haram ho aaaa kehna… (background… ya rasool allah) kehna sada… aaa (background… ya rasool allah) kehna sada huzoor se… kehta hai ik ghulam bus ik nazar ho aik nazar ka sawal hai ya mustafa ya mustafa ya mustafa ya mujtaba irham lana irham lana dast e hama bechara ra dama tu he dama tu he mun asiyam mun ajizam mun bekasa aale wara ya shafa e roze jaza pursaan tu he pursan tu he ey mushq bezam barzisha baiqe naseere subah dam ey charagar essa nafas ey mulis e beemar e gham ey qasid e farkhunda pe tujh ko usi gul ki qasam innal bayari hassaba youmal ila ardil haram barrigh salami rouzatam fean nabiyal mohtaram taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam ho karam taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam taajdaar-e-haram ho aaaa taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam hum ghareebon k din bhi sanwar jain gay hami e beqasa kya kahay ga jahaan aap ke dar se khaali agar jain ge koi apna nahi gham ke maray hein hum aap ke dar pe faryaad laye hein hum ho nigah e karam warna choukhat pe hum aap ka naam le le ke mar jain ge ho nigah e karam… maikasho aao aao madina chalein aao madine chalein aao madine chalein… dukh dard o alam sub kat’te hein hasnain ke sadqe bat’te hein maikasho aao aao madina chalein aao madine chalein aao madine chalein… tajallion ki ajab hai faza madine mein nigah-e-shouq ki hai intiha madine mein gham-e-hayat na khouf-e-qaza madine mein namaaz-e-ishq karin ge adaa madine mein idhar udhar na bhatak’te phiro khuda ke liyeh barah-e-rast hai raah-e-khuda madine mein madein chalein aao madine chalein aao madine chalein maikasho aao aao madina chalein dast-e-saqi-e-kauser se pene chalein yaad rakho agar uth gayi ik nazar,
jitne khali hein sub jaam bhar jain ge khouf-e-toofan hai bijlion ka hai dar,
sakht mushkil hai aaqa kidhar jain hum aap he gar na lain ge hamari khabar,
hum musibat ke maray kidhar jain ge taajdar e haram…
Bu eser Tajdar E Haram ismiyle
İlahi kategorisine eklenmiştir.